Maa tu kya ban gai.....

 Maa tu kya ban hai.....

Tu phele surag ka saar ban gai,

Andhere ko chirti voh mashal ban gai.

Tu Asha ki halki kiran ban gai,

Naumeedi ki bhi umeed ban gai.

Tu manjil ki voh sedhi ban gai,

do kinaro ke beech voh kasti ban gai .

Tu mamta ka voh achal ban gai ,

ganga nadi ki pavitra dhar ban gai.

Tu jeevan ki voh door ban gai ,

Jese garmi me sheet ki bouchar ban gai.

Tu phele surag ka saar ban gai,

Jese andhere ko cheerati voh mashal ban gai.

Maa In me se tu kya ban gai.....๐Ÿ˜‡

Comments

Popular posts from this blog

Monsoon ka intjar

Happy new year 2022

baas tu