Posts

Monsoon ka intjar

 Iqrar-E-Jung ka elan ho raha hai, Ek baar phir monsoon ka intjar ho raha hai, Hava ka roop vikraal ho raha hai, Ek baar phir monsoon ka intjar ho raha hai, Dharti ka taap ab shant ho raha hai , Ek baar phir monsoon ka intjar ho raha hai, Vriksho ka nritya bemisaal ho raha hai , Ek baar phir monsoon ka intjar ho raha hai....  Ek baar phir monsoon ka intjar ho raha hai....

Mohobat

 Mohobat me barse aasu jese , Ishq me badle sitare jese, Mehrum hai hum us pyar ke , Joh badle na ghadi ke kaate jese...!

Maa tu kya ban gai.....

 Maa tu kya ban hai..... Tu phele surag ka saar ban gai, Andhere ko chirti voh mashal ban gai. Tu Asha ki halki kiran ban gai, Naumeedi ki bhi umeed ban gai. Tu manjil ki voh sedhi ban gai, do kinaro ke beech voh kasti ban gai . Tu mamta ka voh achal ban gai , ganga nadi ki pavitra dhar ban gai. Tu jeevan ki voh door ban gai , Jese garmi me sheet ki bouchar ban gai. Tu phele surag ka saar ban gai, Jese andhere ko cheerati voh mashal ban gai. Maa In me se tu kya ban gai.....😇

Happy new year 2022

 Asha hai tumhara yeh saal khubsurati aur roshni se jagmga huthe , asha hai musibat kabhi tumhare darvaje chu na sake ,  Asha hai yeh naya saal jivan me bhaar laye khushiyon ki bhuchar laye ....  Happy new year😇😇😇

Yaad

 Saal ki khubsurat yaad hai tu ,  mere parivar pr bethi muskan hai tu ,  thande pani ki bhochar hai tu ,  saal ki khubsurat yaad hai tu....|

Chandni raat

 Chandni raat ka nasha esa chaaya ,  sirf shabdo me nahi jehan me tu hi tu aayaa.....|

pheli date

_*Aaj humne us hak ko jana hai.... Jes hak ko hum kabhi pana chahte the..... Aaj humne un akho me jaka hai .... Jenme hum dubna chahte the.... Aaj humne un hatho ko thama hai.... Jene hum kabhi thamna chahte the.... Aaj humne us pyaar ko jaana hai..... Jene hum kabhi pana chahte the .... Aaaj humne us khuda ko jana hai ...... Jess khuda ko hum pooja karte the... Aaj humne us roha ko jana hai ...... Jes roh ko kabhi pana chahte the... Aaj humne voh sab paya hai.... jeska khuab hum kabhi dekha karte the..... *_