pheli date
_*Aaj humne us hak ko jana hai.... Jes hak ko hum kabhi pana chahte the..... Aaj humne un akho me jaka hai .... Jenme hum dubna chahte the.... Aaj humne un hatho ko thama hai.... Jene hum kabhi thamna chahte the.... Aaj humne us pyaar ko jaana hai..... Jene hum kabhi pana chahte the .... Aaaj humne us khuda ko jana hai ...... Jess khuda ko hum pooja karte the... Aaj humne us roha ko jana hai ...... Jes roh ko kabhi pana chahte the... Aaj humne voh sab paya hai.... jeska khuab hum kabhi dekha karte the..... *_